Fatiha Ka Faidah
Farmane Mustafa Peace Be
Upon Him:
Meri Ummat Gunan samit Qabr me Dakhil Hogi aur
Jab nikle gi to be Gunaah hogi Kyunki Woh Momin ki Duaaaon se Bakhsh di Jati
hai.
(Ref.
Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 6)
Jo koi Tamam Momin
Mardon aur Auraton ke liye Dua e Maghfirat karta hai. Allah Ta'aala Uske Har
Mard aur Aurat ke Ewaz (Badle) aek Neki Likh deta hai.
Ay Hamare Rab! Meri aur Har Momin aur Momina
ke Maghfirat Farmaa. Ameeen.
(Ref.
Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 8)
Jo Ba niyat e Sawaab
apne Waliden dono ya Aek Ki Qabr ki Ziyarat kare Hajje Maqbool ke Barabar
Sawaab Paye aur jo Ba kasrat Unki qabr ki Ziyarat karta ho. Farishte uski Qabr
ki (yani Jab yeh Faut hoga) Ziyarat ko Aayen.
(Ref.
Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 3)
Fatiha Ka Tariqa
Wazu karne ke bad Qibla roo
(Kaba Shari ke Traf Munh karke) baith Jayen
Jis cheez par fatiha dena ho usko samne rakh le. Samane rakhna sirf Mubaah aur
jaaiz hai. Agar Woh cheez dhaki (Pack) hai to khol (Open kar) le aur looban
agarbatti sulgaye (Agar Maujood ho to)
fir 11 bar Darood Sharif padhkar Panj (Panch) Qurani Aayat sharif ki tilawat
kare Ya Jitna Zyadah ho sake Tilawat Kre.
11 Bar Durood Sharif
Allahumma Sal li alaa sayyidina muhmmadeew w alaa aa-li
sayyidina muhammdeew w ashabihi w barik w sallim Ya Sallallahu Alai hi w
sallam.
Aayat sharif
Laqad jaakum rasoolun min anfusikum AAazeezun AAalayhi ma AAanittumhareesun
AAalaykum bialmu/mineenaraoofun raheemun Fa-in tawallaw
faqul hasbiya Allahu la ilahailla huwa
AAalayhi tawakkaltu wahuwa rabbu alAAarshi alAAatheemi
(Para 11)
Surah Al-Kafiroon
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul ya ayyuha alkafiroona
2. La aAAbudu ma taAAbudoona
3. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
4. Wala ana AAabidun ma AAabadtum
5. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
6. Lakum deenukum waliya deeni
Surah Al-Ikhlas
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul huwa Allahu ahadun
2. Allahu alssamadu
3. Lam yalid walam yooladu
4. Walam yakun lahu kufuwan ahadun
Surah Al-Falaq
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul aAAoothu birabbi alfalaqi
2. Min sharri ma khalaqa
3. Wamin sharri ghasiqin itha waqaba
4. Wamin sharri alnnaffathatifee alAAuqadi
5. Wamin sharri hasidin itha hasada
Surah Al- Naas
1. Qul Aauzu Bi rabbinnasi
2. Maliki alnnasi
3. Ilahi alnnasi
4. Min sharri alwaswasi alkhannasi
5. Allathee yuwaswisu fee sudoori alnnasi
6. Mina aljinnati waalnnasi
Surah Fatiha
1. Bismi Allahi
alrrahmanialrraheemi
2. Alhamdu
lillahi rabbi alAAalameena
3. Alrrahmani
alrraheemi
4. Maliki
yawmi alddeeni
5. Iyyaka
naAAbudu wa-iyyaka nastaAAeenu
6. Ihdina alssirataalmustaqeema
7. Sirata allatheena
anAAamta AAalayhim ghayri almaghdoobiAAalayhim wala alddalleena
Surah Baqarah
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Alif-lam-meem
2. Thalika alkitabu la rayba
feehi hudan lilmuttaqeena
3. Allatheena yu/minoona bialghaybiwayuqeemoona alssalatawamimma razaqnahum
yunfiqoona
4. Waallatheena yu/minoonabima onzila
ilayka wama onzila min qablika wabial-akhirati hum
yooqinoona
5. Ola-ika AAala hudan min rabbihim waola-ika
humualmuflihoona
Aayaate-E- Khamsah
1.
Wa-ilahukum
ilahun wahidun la ilahailla huwa alrrahmanualrraheemu
2.
inna
rahmatallahi Qareebum Minal Musineena
3.
wamaa
Aesalnaka illaa Rahmatal lil Aalameen
4.
Ma kana muhammadun aba ahadin min rijalikumwalakin
rasoola Allahi wakhatama alnnabiyyeena wakana
Allahu bikullishay-in AAaleeman
5.
Inna
Allaha wamala-ikatahu yusalloona AAalaalnnabiyyi
ya ayyuha allatheenaamanoo salloo AAalayhi wasallimoo
tasleeman
Jazallah Anna
Syyedina Muhammadam Maa Huwa Ahluh
Sallallahu Alaihi Wa
sallam
Subhaa na rabbi ka rabbil
izzati Ammaa yasifoon
wa salaamun alal mursleen wal hamdullilaahi rabbil Aalamin
Ab Fatihaa Padhne wala Hath Uthakar Buland Aawaz se "
Al- Fatiha" kahe. Sab log Ahista se Yani itni Aawaz se ki Sirf Khud Sune
Surah Al- Fatiha Padhen. Ab Fatiha Padhane Wala is tarah Elaan kre Mere Islami
Bhaiyo! Aap ne Jo Kuch bhi Padha Hai Uskaa swab mujhe de dejiye. Tamam Hazireen
Kah Den "Aap ko De
Diyaa" Ab Fatiha Padhana Wala Esal e Swaab kar de.
Eisal e Swaab ke Liye
Duaaa Ka Tariqa
Ya Allah ! Jo Kuch Padha Gayaa ( Agar Khana wagirah hai to
is tarah se bhi kahiye) aur jo kuch khana wagairah pesh kiya gya hai uska Swaab
hamare Naaqis Amal ke Laiq nahi Bilki apne karam ke Shayaane Shaan Mar-Hamat
farma au rise hamari Janib se Huzoor Rahmatul lil Aalameen sallallahu Alaihi Wa
sallam ki Bargaah me Nazr Pahuncha. Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa
sallam ke Tawassut (waseele) se Tamam Inbiyaa – E- Karaam Alaihimus Salaam,
Tamam Sahaaba – E- Karaam Alaihimur Rizwaan, Tamam Auliyaa e Ezaam
Rahimullahussalaam ki Janab me Nazr Pahuncha. . Sarkar – e – Madina sallallahu
Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Syyedunaa Aadam
Safiyullah Alaa Nabiyina wa Alaihissalatu wassalaam se le kar ab tak jitney
Insaan wa Jinnat Musalmaan huwa aur Qiyamat tak honge Sab ko Pahucha. Es
Dauraan Bahter yah ki Jin Jin Buzugon ko Khusoosan Esaal se Swaaab karna hai
Unka bhi Naaam le te Jayiye. Apne Maaa Baaap aur Apne Peer o Murshid ko bhi
Naam ba Naam Eisaaal e Swaab kijiye.
Note: Faut Shudgaan me se jin jin ka Naam lete hain unko
khushi hasil hoti hai agar kisi ka bhi naaam na len sirf itna hi kah len ki Ya
Allah! Eska sawaab Aaj tak jitney Ahle Imaan huwe un sab ko Pahunchaa tab bhi
har aek ko Pahunch Jayegaa. In sha Allah
Ab Hasb e Mamool duaaa Khatm kar dijiye. (agar thoda thoda
khana aur pani nikala tha to who dosre khano aur Pani me daal dijiye).
Thanks a lot janab
ReplyDeleteWelcome to Visit Please Share more and more And Follow me on Twitter.
Deletewww.twitter.com/AaleRasoolAhmad
Sorry sir for reply
DeleteThanks a lot janab
ReplyDeleteWelcome to Visit Please Share more and more And Follow me on Twitter.
Deletewww.twitter.com/AaleRasoolAhmad
Assalamualaikum can you please send me the darja of fatiha
DeleteI not able to get darja before reciting the fatiha
Please do email me on the given reply
Deletefatiha ka tarika dawateislami allows you to download
ReplyDeletehttp://www.dislamicbooks.com/2015/10/download-fatiha-aur-esal-e-sawab-ka.html
Thanks janab
ReplyDeleteSubhanallah
ReplyDeleteSubhanallah
ReplyDeleteKya khana saamne rakhna zaruri hai ?
ReplyDeleteZaroori To Nahi Balki Afzal Aur Behtar Hai.....
DeleteKya khana saamne rakhna zaruri hai ?
ReplyDeleteJaruri nahi hai
DeleteZaruri hai, agar kuch bi nahi hai to sugar saamne Or agarbatti jalakar fateha de
DeleteKya khana saamne rakhna zaruri hai ?
ReplyDeleteNahi hai.
Deletethanxx for sharing
ReplyDeletethanxx for sharing
ReplyDeletebehtreen tareeka
ReplyDeleteJazakallah sahab��
ReplyDeletetm log sirf shirk or biddat hi krna sikha skte ho hindu n he hm jo khana age rkhen jb hamara din hamare lie asani chata he to hm q use mushkil bnaie bismillah pr kr kha lena chaie
ReplyDeleteHumare rasool ne aap jaiso logo ki pehle se hi khabar di thi. or isko ilme gaib kehte hain...
DeleteNajdi.
Are bhai Bismillah ir rahama nirRahim Quran ki aayat hai
DeleteAur surah fateha b Quran ki aayat hai
1 chhoti aayat padhne se shirk nahi hota to har musibat me padhne Wali aayat se namaz me padhne Wali aayat se shirk kaise hoga aur nadan pahale shirk ka matalab Jan le
Shirk matalab Allah ki ibadat k siwa kisi aur ki ibadat karna shirk hai Allah ki zat me kisi aur ko sharik karna shirk hai to isme
Ibadat kahan hai aur Allah ki zat me kisi aur ko kisne sharik Kiya hai
Huzur se mohabbat rakh nek banda ban jayega
Masha Allah
DeleteMasha Allah
Deletewahabio kya tumlog khana peechhe rakh ke khaate ho pichhwaade se ??
DeleteBahoot khoob farmaya apney bhaii
DeleteBahoot khoob hai bhai subhanallah
DeleteBilkul Sahi farmaye..subhan allah..
DeleteChup be..... itna yaad rakh k HUM RASOOLALLAH K JANNAT RASOOLALLAH KI...
DeleteWahabi to asalme musalmaan hi nahi ye esayeoka, Or yahudiyoka den hai
DeleteShukrana
ReplyDelete@Arsalan Sahab Aap ko pata bhi hai ki Shirk aur biddat kise kahte hain tamhain kis ne kahaa hai ki aap aesaa karo magar jo log karte hain unahin rokne ka haqq kis ne diyaa jawaab dijiye
ReplyDeleteBeshaq... Haq hain.
Deletemasha allah alhamdulillah
ReplyDeletemasha allah alhamdulillah
ReplyDeletekeya aurat fathiya kar sakti hai ki nahi
ReplyDeleteha kar sakti hai
Deletekeya aurat fathiya kar sakti hai ki nahi
ReplyDeleteKR sakti agar pak ho
DeleteMuharram ka fateha chowk pe karwana chaheye ya ghar pe
ReplyDeletehaha did khush Ho
DeleteMashaallah alhumdullilah for sharing it was very helpfull. Dua mein yaad rakhna jazakallah khairan ....
ReplyDeleteGood One..
ReplyDeleteThanks for sharing...
Ahmad raza kutta mar kar bhi logo ko gumraah kar raha hai kamzarf zaleel jahannum me jal raha hoga Allah ahmad raza ko bura sa bura azaab de aameen aur iske kutto ko bhi
ReplyDeleteKutte ki aulad tameez se pesh aa
DeleteTum ahle khabees nahi sudhroge saale
Tu gustakh e Rasool hai mardood ����,khabees , Shaitan���� ki aulad hai tu kya jaane, jab tu faut ho uss se pehle apne ghar walon ko wasiyat karna ki tere ko kabar mein utarne ke baad bina kuch padhe sab wahan se chale jaayen. Ahle Sunnah �� Zinda Baad.
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteAshraf ali thanvi beakkl tha wo jo sikhaya sikh gye ho... Tmlog gaddar ho... Kuch din ke baad bologe hmare nabi ko bhi mannna bnd krdo... Saalo kamino... Jaa kr ilm haasil kro... Aur jiske bAre m nhi jaante uske baare m glt nhi bolo... Aur itna hi jaante ho toh aakr debate kro... Saudi toh muslim country h lekin tmhare jaise wahabi waha mandir banwa rhe h... Tm hme sikhaoge.... Zaahill...
DeleteAssalamualaikum
DeleteBhai aaplog (dono bhi) kya baat karne ka tareeka hai aaplogo
Astagfirullah zara sharm karo
Nabi e Kareen sallelahu alaihi wasallam se kuch nahi toh kam se kam sabr aur baat karne ka tareeka sikhlo
Hamare huzoor gair musalman se bhi meethi baat karte the aur hame dekho
Sharm karo aap sabhi
Subhan Allah Thanks for the valuable information
ReplyDeleteKya aurath fateha dila sakti hai kya plz bolo?
ReplyDeleteHaan De Sakti hai Koi Qabahat Nahi Hai
DeleteThanks
ReplyDeleteMaslake aalahazrat zinda baad
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAgar khana ka bartan kholna bhool Jaye to Kya fatiha ho jayegi
ReplyDeleteVery helpfull but if it would be in arbic it will be more usefull....
ReplyDeleteKindly update it in arbic hamble request
Bina kisi khane ke fatiha hota hai
ReplyDeleteBina kisi khane ke fatiha hota hai
ReplyDeleteyes magar kisi ke esale sawaab ke liye ya kisi ki baksis ke liye
DeleteTosha ke fatiha ka tarika kya hai?
ReplyDeleteMashaAllah...Shukriya itni behtareen tareeqe se explain kiya h ki sb aasaani se samajh aa gya..
ReplyDeleteMasha allah aap ne accha message sabhi muslim bhai behen ko fataha ka tarika pata chala
ReplyDeleteSubhanaallah....mashallah bahut khub janab. Ye bahut hi shandar tariqa e fatiha he. Shukriya bht bht.
ReplyDeleteShukraan
ReplyDeleteSukriya zanab 27 age bad malum pada
ReplyDeleteKis ke liye ye fatiha lagai jati h
ReplyDeleteJazakallah khair
ReplyDeleteJazakallah, shukriya.
ReplyDeleteJazakallah-o-khair shukriya
ReplyDeleteHuzoor aapne nahi bataya ki sure ikhlas 3 Baar padhna hai...
ReplyDeleteBina Ishq E Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Jo padte hai bukhari
ReplyDeleteAata hai bukhar unko bukhari nahi aati
Bahut Khoob Ayya MashaAllah
Delete👍
ReplyDeleteVery useful
ReplyDeleteJajak Allah kher
ReplyDeleteSahi hai bhai
ReplyDeleteAayat e khamsaa ki teesri aayat me choti si galti sahi kar dijiye admin:
ReplyDeleteAsl aayat ye hai:
Wa ma arsalnaka illa rahmatallil a'lameen
:)
Dua me imam agar Al fatiha kahe to Kya padhna chaiye ????
ReplyDeleteShukriya bhaijaan
ReplyDeleteEid milad ke din kaise fatiha diyajata hai????
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDeleteSunniat zindabad saale & kamine jaisa alfaz istemal na kare ham gulame Mustafa hain abusing word saitani sifat hai
ReplyDeleteMashaAllah,thanks so much.
ReplyDeleteThanks for sharing such an amazing blog. It is really helpful for me and I get my lots of solution with this blog
ReplyDeletehttps://faizanquranacademy.com/our-courses/
learn quran online for kids
Eid Miladunnabi Ke Din Huzoor e Akram Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ke Bargah e Me Khiraj e Aqeedat Ke Taur Pe Fatiha Subah e Sadiq Ke Waqt Kiya jata hai
ReplyDeleteWelcome to Visit Please Share more and more And Follow me on Twitter.
ReplyDeletewww.twitter.com/AaleRasoolAhmad
Agr kisi ki death k baad surah fatiha parhni ho tasbeeh pr unky esaal e sawab k liye tou tasbeeh pr parhny ka kia tareeka hy ?? Meri aunty kehti hain k tasbeeh k hrr daaney pr aik mrtba Surah Fatiha parho or meri phoopho kehti hyn k aik daany pr surah fatiha k aik lafz parho ??So explain me this please
ReplyDeleteTq so much for sharing this with everyone.can we follow the same on Eid too??? Do rly if possible
ReplyDelete