Darse Ebrat (Roman Urdu)

To My Dear Sisters N Brother:
Al Qur'an:
Aur Uski Nisaniyon se Hai Ke Tumhare Liye Tumhari Hi Jins Se JODE banaye ke Unse Aaraam Paao Aur Tumhare Aapas Me 
MOHABBAT Aur Rehmat Rakkhi. Besak Isme Nisaniyan Hai Dhyan Karne Walon Ke Liye.
[ Surah ROOM:21 ]
»»»► If someone asks if you are engaged or not,
Say: yes! I am Engaged To a Pledge Between Me And ALLAH,
I am 
Pledging to HIM that I dont put in my heart none but HIM Until He Grants Me the One He Chose for me And join us Together with a LOVE Which Pleases HIM.

AL QUR'AN :
Gandiya (Dirty women) gandon (Dirty men) ke Liye aur gande gandiyo ke Liye aur Suthriya (Clean women) suthron (Clean men) ke Lie aur Suthre suthriyo ke Lie.
[ S.NOOR(24) :26 ]

Badkaar mard NIKAH na kare magar badkaar aurat ya shirkwali se aur Badkaar aurat se NIKAH na kare magar badkar mard ya mushrik & Ye kam Imanwalo par Haraam hy.
[ S.NOOR(24): 3 ]

»»»► Nabi karim Sallahu Alaihi WaSallam Farmaya:
"Dusro Ki Aurton Se Door Raho, Tumhari Aurtein Bhi Paak Daaman Rahegi"
[ Mustadrak, Hadis No.7258 ]

»»»► Ay Shakhs Agar Tu Aqal Mand Hai Tu Is ko Jaan Le, Jo Zina/Burai Krta Hai Wo Apne GHAR Ki Taraf RASTA Deta Hai, Zina se tangdasti atti he.
RASOOL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} said:

╠ •HADEES E PAAK• ╣
Tum Me Wo Behtar He Jo Apni Biwiyo Ke Sath Behtar He. Aur Me Apni Biwiyo Ke Sath Tum Subse Jyada Behtar Hu.
[ Ibne Maja Jild 1, Hadees 2047, Safa 551, Tirmizi Sharif Jild 1, Safa 595 ] 

RASOOL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} said: "Nikah ( Kerna ) Meri Sunnat Mein Se Hai , to Jis Shaksk Ne Mari Sunnat Per Amal Na Kia Uss Ka Muj Se Koi Ta'alluq Nahi ."
[ Sunan Ibn-e-Maja, Kitabun Nikaah.Hadith 1496 ] 

RASOOL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} said: Jo Aurat Khushbu Laga Kar Logo Ke Paas Jaye Isliye K Wo Uski Khushbu Sunghe To Wo Zaniya (Badkar) Hai
[ NASAI:5131 ] 

RASOOL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} said: Duniya Aur Aurat Se Bacho Kyu Ki Bani 
Israel Me Sab Se Pehla Fitna Aurat Ki Wajah Se Utha
[ Sahih Muslim, Page No:1465 HAD No 2742 ] 

RASOOL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} said: Jab Ghair Mard Or Ghair Aorat Tanhai Me Kisi Jagah Ek Sath Hote Hain, Un Me Tisra Shaitan HotaHe.
[ Tirmizi Vol:01, Page:599, Baab No:794, H.No:1171 ] 

RASOOL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} said: ki muje Dozak dikhayi gayi Us main jyada taadad aurton ki thi jo Shohar ki Naafarmani karthi thi.
[Bukhari 1:28] 

HADEES: DUNYA & AURAT SE BACHO KYUN K BANI ISRAIL ME SAB SE PAHELA FITNA AURAT KI WAJAH SE UTHA..
[ S.MUSLIM:p-1465,H-2742 ] 

HADEES:
MEINE APNE BA'AD MARDON K LIYE AURATON SE BADH KAR NUKSAN DEH FITNA NAHI CHHODA.
[ S.TIRMIZI:j-4,s-357,h-2789 ] 

HADEES:
ALLAH TA'ALA US KAUM KI DUA NAHI KABUL FARMATA JINKI AURATEN (BAJEDAR)ZANZAN PAHANTI HE
[ TAFSIRE AHMADIYA: s-565 ] 

DEENDAAR SUNNI SE RISHTA KRO:
Jisne apni beti ka nikaah kisi faasiq se kiya usne Qatae rehmi kee.
[ AL KAAMIL FID D'AAFIR RIJAAL jild:3 Page No:):165 ]
Jab Tak Saas Aur Sasur Zinda Hain Aurat K Liye Zaruri Hai Ki Un Dono Ki Bhi Tabedari or Khidmat Guzari Karti Rahe.
[ Zannati Zewar Page:26 ] 

AALA HAZRAT: AURAT KI AAVAZ BHI AURAT (CHHUPANE KI CHIZ) HE, AURAT KI KHUS ILHANI K AJNABI SU MAHALLE FITNA HE.
[ Fatawa RAZVIYA Jild:22, Safa:240 ] 

Ghar Ki Aurto Ke Number Recharge Wale Ko Na De, Ho Saketo Voucher Le Aur Khud Recharge Kare, Pardanasheeno Ke Number Aam Hojate Hain. 

Jo Aurat gair mard par apni zinat zahir karne k liye daman ghasitte hue chalegi kayamat k din woh noor se mahrum&andhere me hogi [ TIRMIZI Jild:2, Safa:1175 ] 

tum me se kisi k sar me lohe ki kil ka thok diya jana isse behtar he k woh kisi esi aurat ko chhue jo is k liye halal nahi [ KABIR Jild:25, Safa:212 ] 

Kai jagah par shadi se pehle dulhan aur dulha ko pithi (Haldi / Ubtan) lagane ki rasm hoti hai aur uske bad wo nikah ke din tak na bahir nikal sakte hai aur na namaz padhte hai. Pyare aaka sallallahu alaihi wasallam ke pyare ummatio Namaz har musalman par farz hai. Is galat riwaz ko na apnaye aur bare me sabko samjaye. 

Hazrat Abuhuraira wa Hazrat Jaabir Radhiallahu tahla anhum se Riwayat Hai Ke HUZOOR ѕαℓαℓℓαннυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya:
"Aurat se 4 chizo ki wajahse nikah kiya jata hai
1. Uska Maal
2. Husn wa Jamal
3. Uska Khandan
4. Uske Deendar hone ki wajah se.
Lekin tu Deendar Aurat Ko Hasil Kar"
(Bukhari shareef Jild 3, Safa 59, Tirmizi shareef, Jild 1, Safa 555) 

HUZOOR ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya:
"Aurato se unke Husn ke sabab shaadi na karo ho sakta hai uska Husn tumhe Tabah kar de, na uske Maal ki wajah se shaadi karo ho sakta hai ke unka Maal tumhe gunaho me Mubtela kar de, Balki Deen ki wajah se nikah kiya karo, Kali, Chapti, Badsurat Londi agar Deendar ho to Behtar hai "
[ Ibne maja, Jild 1, Hadees no 1926, Safa 522 ]
Izzat K Motee Per Agar Ek Baar Mail Ajaye To Sayenkdon Darya Bhi Ise Dho Nahi Saktey.......!!
AFSOS KI BAAT HAI,
Islam ki Betiyo Pr Mushrik/Kafir Mardo Ki Bad Nigahi, Fir Unse NaJa'iz T'alluQat Rakhkar Behla Kar Unse Shadi Kar K Unhe Mushrik Banane Ki Khule Aam Sazish Chal Rahi Hy &Ye Hadse Aam Ho Chuka Hy,To Kya Ab Bhi Ham Musalman Soye Rahenge? 

QAUL E DANAA:
bachhiyon ko sone(gold) ka nivaala khilaao magar uspar shikaari ki Nazar rakho.
* Schools Colleges Me Islami Bahene Alert Rahe. 

(Daughter of ISLAAM) DUKHTAR E ISLAM :
Ek BETI ka Apney Mehoob ko Jawab:
Han ye sach hy k mjhy tujse Mohabat hy, Ye bhi sach hy k main tumhari chahat hun.

Pr meri zindgi main chahaton ki kami to nhi, Rishte or bhi hain ek sirf tum hi to nhi.

Apni zaat k is pehlu sy aj milwaon tumhein..? Main kiya hun kesey hun batlaon tumhein..?

Apni MAA ki tarbiyat hun main, Izzat hon apney walid ki,

Maan hun apne maa baap ka, Nishaan hun apni behno ki izzat ka,

To behak jaon main yeh kabhi mumkin hi nhi, Ke dil woh sb bhi to rkhty hein ek Tum hi to nhi..!! 
LADIES TAALIM:
Hamal ki haalat me bil khusus (aur hmesha)rizqe hlaal istimal kre taaki bachche ka gosht post hlaal giza se bane.
MORE INFO:
hazrate sayyiduna baa yazid bistaam ki waalida farmaati hai ki jis waqt baa yazid mere shikam me tha to agar koi mushtba giza mere shikam me chali jaati to is qadar bechaini hoti ki mujhe halaq me uoongli daal kr nikaalna padti
(TAZKIRATUL AULIYA page 129)

Hazrate sayyiduna sufyaan sauri Paidaaishi muttaqi the ek martaba aap ki waalidaae mohtarama ne ayyame hamal me humsaaya ki koi chiz bila ijaazat muh me rakh lee to aap ne pet me tadapna shuru kr diya aur jab tak unho ne humsaaya se maa'zirat talab n kee aap ka iztiraab khatam n huva.
(TAZKIRATUL AULIYA page 174) 

Maa banne waali ko chahiye ki Hamal ke dauraan bhi:

Jab tak maae ibaadat v riyaazat ka shauq aur tilawate qur'aan ka zauq rakhne waali hoti thi unki god me palne waali aulad bhi ilmo amal ka paikr aur khaufe khuda ka mazhar huva krti thi, 

Jab maao ne namaze tark krna apna maa'mul, feshon ko apna shiaar aur be pardagi ko apna vqaar bna liya to aulaade bhi usi dagar par chal nikli aur fahhaashi v uooryaani aur be raah ravi ka sailaab hayaa ko bahaa kr le gayaa.
Ziyada jaankaari is kitaab me "TARBIYYATE AULAD" (Maktabtul madina Dawate Islami)
Moulana Sahib Bataiye Mujrim Koun?
Film Dekhne Walo, Songs Sunne Walon, Music Sunne Walo, Sab Bagose Hoss Suno !!
Ameere Ahle Sunnat Ilyas Attari Qadri Sahab Ke Bayan Ka Guldasta T.V KI TABAHKARI book me Farmate Hai:
Mujhe Makkah E Mukarrama Me Kisine Ek Khamsa BARBAD Larki Ka Khat (Letter) Parne Ko Diya jisme Maznoon Kuchh is Tarah Tha,
Hamare Ghar Me T.V pahele Se Hi Moujud Tha, Hamara Abbu Ke Haath Me Kuchh Paise Aa Gaye to DISH ANTENNA Bhi Utha Laye. Ab Ham Mulki Filmon Ke Ilawa Gair-Mulki Filmon Bhi Dekhne Lage.
Meri School Ki Saheli Ne Mujhe ek Din Kaha fula Channel Lagayegi To GANDI FILMON ke Maze Lutne Ko Milenge, Ek Bar Me Ghar Me Akeli Thi To Woh Channel On Kar Diya, 'JINSIYAT' ke Mukhtalif Manazir Dekh Kar Me Jinsi Khawais Ke Sabab Aape Se Bahar Ho Gai, betab Ho Kar Fouran Ghar se Bahar Nikli, Ittifaq Se Ek Car Karib se Guzar Rahi thi Jise ek Noujawan Chala Raha Tha, CAR me Koi Aur Nahi Tha, Mene Use Lift Mangi Usne Mujhe Bitha liya. Yaha Tak Ke Mene Uske Saath Kaalaa Mooh Kar Liya. Meri Bakarat Zail Ho Gayi, Mere Maathe Par Kalank Ka Tika Lag Gaya, Me Barbaad Ho Gai,
Moulana sahib !
Bataiye Mujrim Koun? Me Khud Ya Mere Abbu Ke Jinho Ne Pahele T.V La Kar Basaya Aur Fir DISH ANTENNA bhi Lagaya.

"Dil Ke Fafole Jal Uthe Sine Ke Daag Se, Is Ghar Ko Aag Lag Gai Ghar Ke Chirag se."

Aah !! Is Tarah se Najane TV ki Wajah Se Kitni Izzaten Pamal Hoti Hogi, Song Music Etc. Bhi Gunahon Ki Taraf Ubhaarta Hai.
Is se Bachiye Aur Apne Ghar walon Ko Bachaiye. Ghar se T.V Ko Nikal Dijiye. Music Songs Filmon Ki CD DVD ko Bhi Fenk Dijiye.
Yahi Film, Songs, Music, Sun Kar Zahen Kharab Hote Hai, Larkiyan Aur Larke Najaiz Pyar Mohabbat Ke Chakkar Me Par Kar Ghar se Bhaag Jate Hai, MAA-BAAP Rote Huve Fariyad 
Karte Hai, Magar Ye Nahi Sochte Ki Darwaza To Aapne Khud Open Kiya Tha.
Is se Pahele Ki Rone Ke Siva Koi Aur Option Na Bache Khud Sambhal Jaiye.




















Allahwalon Se Madad Maangna ( Roman Urdu )


•• Allahwalon Se Madad Maangna Na shirk hai, Na Biddat hai, Na Haraam hai” ••

♥ALLAH♥ AZZWAJAL har tarah se Qadir e mutalak hone ke bawajood zate khuda ne apne bandon se MADAD talab farmayi hai.

♥Quran:♥
"Aey IMAAN Walon Agar Tum DEEN-e-KHUDA ki MADAD Karoge, To KHUDA Tumhari MADAD Karega &Tumhare QADAM Jama Dega"
(♥ P.26/Sure MUHAMMAD ♥)


►HAZRAT ISHAA ALAIHISSALAAM Ne dusron se MADAD mangi:

♥Qur'an:♥
Ay Imanwalon !
Deen e khuda ke madadgar ho jeise ISHA BIN MARIYAM ne hawariyon se kaha tha koun hai jo ALLAH ki taraf hokar meri madad kare.
(♥ S.SAFAK:14 ♥)


►HAZRAT MOOSA ALAIHISSALAAM Ne bandon ka SAHARAA maanga:

HAZRAT MOOSA Kalimullah ko jab tablig ke liye Firawn ke paas janeka hukm hua to unhon ne bande ki madad hasil karne ke liye bargahe ILAAHI AZZWAJAL me Arz ki:

♥QURAN:♥
Aur mere liye mere ghar walon me se ek wazir kar de. woh koun mera bhai haroon(Alaihissalaam) Is me meri Qamar Mazboot kar.
(♥ SURAH TAHA : 29,31 PARA:16 ♥)


►NEK BANDE BHI MADAD (HELP) KARTE HAI:

♥QURAN:♥
To beshak ALLAH AZZWAJAL unka madadgar hai aur jibril(Alaihissalaam) aur nek Imaanwale aur uske bad farishte madad par hai.
(♥ ATHARIM:4 PARA:28 ♥) 


►IMAAN BUSAIRI RAHMATULLAHIALAIH KASHIDA E BURDA ME MADAD KI DARKHAST KARTE HAI:

♥"Ay tamam makhlook se behtar meraa aap ke sivaa koi nahiu, jis ki mein panah loo mushibat ke waqt."♥
(♥KASHIDA E BURDA SAFA:36 ZIYAUL QURAN, LAHOUR♥)


♥ * ALLAH TA'ALA jise Chahe Aulaad de ♥

"ALLAH jise chahay Betiyan Ata farmae, aur Jise chahay Betay de".
(Surah e Shooraa, Aayat 49, Parah 25)

* HAZRAT JIBRAEL (Alehi Salaam) ne kaha main tujhe Beta dun.
"(Hazrat Jibrael (Aleh Salaam) ne BIBI MARYUM sekaha) Kaha main tere RAB ka Bheja huwa hun, Taa k main t ujhe ek Suthra Beta dun"
(Surah Mariyum, Aayat 19, Parah 16)

Pehli Aayat main hai, k Aulaad sirf ALLAH TA'ALA Ata farmata hai, magar is k Bar'aqs HAZRAT JIBRAEL (Alehi SALAAM), Hazrat Mariyum se farmate hain, k main tujhe ek suthra beta dun, to kiya yeh SHIRK hogaya???

Is main Tatbee yun Qaem hogi, K ALLAH TA'ALA khud Aulaad Ata farmata hai, aur JIBRAEL (Aleh Salaam), ALLAH TA'ALA ki Ata se BIBI MARIYUM koBeta de Rahe hain, Lihaza in Aayat main Barabri ka koi Pehlu nahin, Q k ZAATI aur ATAAI barabar nahin hosakte, Jab barabri nahin paai gai, to SHIRK b na huwa. 


JAB ALLAH TA'ALA NE MANAA NAHI FARMAYAA TO FIR KYUN WAHAABI DEOGANDI KO SAMANJ NAHI AATAA?????

ALLAH KE SIVAA KISI AUR SE MADAD MAANGNA SHIRK HAI AISAA SOCHNA YE SAITAAN KA KHATARNAAK WAAR HAI.

Haa magar hamaraa Aqeedah ye zaroor hona chahiye ki haqeeqi MADAD karne Walaa ALLAH TA'ALAA hi hai. Aur Woh waseele ko pasand farmataa hai. Quraan w hadees se sabit hai.
WAHAABI NAJDI TABLIGI DEOBANDI AWAAM APNAA IMAAN DURUST KARLE.
Aaj le unki panaah, aaj madad maang unse,
Fir na maanenge qayamat me agar maan gayaa.

Oye Wahaabi deonadi, zakir Nalayak ki awlaad..
• Fir Qayaamat me to tere baap ko bhi maanna padegaa. 

♫ Kisi bhi Wahabi k Paas jawaab hon to hi baat karey, aur faltu ke shirk aur haraam ke fatwe Apne paas hi rakhe, (40din me molvi banne wale log..)
MORE WILL BE ADDED SOON!!!!!!! In Shaa Allah Azzwajal !!



Wilaayat ( Roman Urdu )


Wilayat kya hai? Wali kise kahte hai??


Sher-e-Khuda Maula Ali (Karamallahu Waj'hul Kareem) Farmate Hai- "Wali Wo Hai Jiska Chehra Zard, Ankhe Tar Aur Pait Bhukha Ho"

(T.RUHUL BYAN)

WALI Wo Hai Jisko Dekhne Se Khuda Yaad Aa Jaye WALI Ka Zahir Shariat Se Aarasta Aur Baatin Tariqat Se Muzayyan Ho.

(ALHADEES)

WALI wo Hai Jo Imaan Aur Taqwa Dono Ka Jame'a Ho.
(AL QURAN)

WALI Ke Ye Mana Hai- Qarib, Nazdiq, Muheeb, Siddiq, Madadgaar. (QAAMUS)

Hazrat Imaam Raazi (Radiyallahu Anhu) Farmate Hai- "WALI wo Hai Jiska Aqida Durust Aur Amaal Shariat K Mutabik Ho"

(TAFSIRE KABIR)

WALI wo Hai Jiske Dil Me Allah Aur Rasool Ke Siwa Kisi Ke Liye Koi Jagah Na Ho, Wo Kisi Se Mohabbat Aur Nafrat Allah Ke Liye Karta Hai.

(TAFSIRE MAZHARI)

WALI wo Hai Jiska Dil Zikr-e-Ilaahi Me Mustagrak Rahe Raat-Din Tasbih Tehlil Me Masruf Rahe, Jiska Dil Khuda Ki Mohabbat Se Labrez Rahe.

(T.MAZHARI)

Hafiz Ibne Asqalaani Farmate Hai- "WALI se Muraad Wo Shakhs Hai Jo Aalim-Billah Ho Aur Ikhlas K Sath Daaemi Ibadat Karta Hai"

(FAT'HUL BAARI)

WALI wo Momin-e-Kaamil Hai Jo Aarif Billah Hota Hai Har Qism Ke Gunaho Se Bachta Hai Lazzat Aur Shehwat Me Dakhil Hone Se Bachta Hai.
(SHARHUL MAQAASID)

Sarkar Gaus-e-Aazam-"Agar Tum Kisi Ko Hawa Me Udta Hua Dekho Lekin Wo Shariat Ka Paband Na Ho To Wo Istidraaj (JAADU) hai, Wilayat Nahi"

"WALI wo Hai Jisne Nafs, Shaitan, Duniya Aur Apni Khwahishat Se Muh Mod Liya Aur Apne Chehre Ko Allah Ki Taraf Fair Liya Ho"
(HAZRAT SHAIKHUL ISLAM)

WALI wo Hai Jo Faraiz Se Qurbe Ilaahi Aur Ita'at-e-Ilaahi Me Mashgul Rahe Aur Uska Dil Noore Jalaale Ilaahi Me Mustagrak Rahe.

(TAFSIRE KABIR)

"Agar Koi Hatheli Par Sarso Jama Kar Aur Hawa Me Udkar Bhi Dikhaye Magar Shariat Par Uska Amal Na Ho To Wo Hargiz Wali Nahi"

(MUJADDID ALFESAANI)

Shariat Ke Khilaf Kaam Karne Wala Hargiz Wali Nahi, Wali Shariat Ka Muqaabla Nahi Karta, Namaz Padhne Ke Liye Kaha Jaye To Inkar Nahi Karta.
(SARKAR AALAHAZRAT)

Shaikh Abul Abbas Farmate Hai- "WALI RA WALI yani Khuda Ko Pehchanna Asaan Hai, Magar Wali Ko Pehchanna Mushkil Hai."

(T.RUHUL BYAN)

Hazrat Shaikhul Islam- "WALI wo Hai Jo Duniya Aur Aakhirat Dono Se Berukhi Kar Ke Allah Ke Siwa Kisi Dusri Chiz Ka Taalib Na Ho"

(IRAFAN-E-AULIYA)

WALI ki Khubiya- Wali Namaz-Roza Ka Paband Ho, Muttaqi Ho, Sunnat-e-Rasool Ka Aamil Ho, Tamam Mohabbato Se Zyada Muhabbat-e-Rasool Rakhta Ho.

Hazrat Shaikhul Islam- "WALI wo Hai Jiske Chehre Par Haya, Ankho Me Tari, Dil Me Paki, Zuban Par Taarif, Vade Me Wafa Aur Baat Me Shifa Ho"

Allah K Wali Ki Nigah- Mufti-e-Aazam Hind Ko Huzur Ahmad-e-Noori Ne 6, Maah Ki Umr Me Mureed Kiya Aur Khilafat Ata Farma Kar Wali Bana Diya.

Koi WALI kitna Hi Bada Kyu Na Ho Wo Kisi SAHABI k Pair Ki Dhool K Barabar Bhi Nahi Ho Sakta,
(MIRQAAD j-9 s-282)

GuStakh E Rasool Ki Sazaa ( Roman Urdu )


RASOOL'ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} KI Shaan Me GUSTAKHI Islam Me Sabse Bada JURM Hai Or Uski Saza QATL Hai, Aur Uske Sare Aamaal Barbaad Hai. 

QUR'AN: 
Ay Imaanwalon, Apni AAWAAZEN unchi na karo us Gaib batanewale(Nabi) ki AAWAAZ se aur unke huzur baat chillaakar na kaho jaise aapas Me ek dusre ke saamne chillaate ho ke kahi tumhaare AMAL AKAARAT na ho jaen aur tumhe KHABAR NA HO." 
[ S.HUJURAAT(PARA-26, RUKU-13) : AAYAAT 2 ] 

AWAZSE AWAZ KO UNCHI KARNA KOI ZYADA BADI BAAT NAHI MAANI JAATI LEKIN ALLAH TAALA KO APNE MEHBUB KI BAARGAH ME ITNI CHHOTI SI BEADABI BHI PASAND NAHI OR ISPAR SAZA SUNAI KI TUMHARE SAARE AAMAAL NAMAZ, ROZA, IBADAT WA RIYAAZAT SAB PAR PAANI FIR JAYENGA.

ISSE ZAHIR HOTA HE KI NAMAZ ROZA IBADAT WA RIYAAZAT TAKWA OR TAHARAT SAB USI K HAI JO BAA'ADAB HO WERNA QURAN KI IS AAYAT K PESHE NAZAR BE-ADAB AADMI KI IBAADAT USKE MUH PE MAARDI JAYENGI OR USKI KOI NEKI NEKI NAHI RAHENGI. 

Ek Yeh Bbhi Baay Janne Ko Milti Hai Ki Nabi Ke Gustakh Ko Pata Hi Nahi Chalta Ki Usne Gustakhi Kardi , kyun ke Jab Pata chalega Tab Insaan Mafi Mangega. Jaise Ki ye Wahabi Deobandi Aur Ahlehadees Log, Baat Baat Par Nabi Ki saan Ghatane Ki kosis Karte Hai Aur Apne Aapko Bahot Baraa Tauhid Ka Thekedaar Samjhte hai.
Gistakh e Rasool Ki Sazaa:

HAZRAT IBNE ABBAS RADIALLAHO TAALA ANHO SE RIWAYAT HAI OR BAYAAN KARTE HAI Ki

" EK SAHAAB JO NABINA THE UNKI EK BAANDEE JISSE INKE BACHCHE B THE WOH RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI SHAANE AQDAS ME GUSTAKHI KARTI OR AAPKI AIBZOI KARTI THI. WOH ISSE MANA FARMATE DAATHTE LEKIN WOH BAAZ NA AATI THI. EK RAAT WOH RASOOLALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI SHAANME GUSTAAKHI OR AIBZOI KARNE LAGI,UNHONE EK KHANJAR LIYA OR ISKE PET ME GOB KAR ISKO MAAR DAALA OR BACHCHA ISKE PERO K DARMIYAAN GIR GAYA OR WAHA JO KUCH THA WO KHUN ME LATH PATH HOGAYA. JAB SUBHA HUI TO YE BAAT RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI BAARGAHME ZIKAR KI GAI. AAPNE LOGO KO JAMA FARMAYA OR FARMAYA

"MAI KASAM DETA HU IS SHAKHS KO JISNE EK KARNI KI HAI ISPAR MERA HAQ HAI KI WOH KHADA HOJAYE" 
TO WO NABINA SAHAAB KHADE HOGAYE OR LOGO K DARMIYAN CHALTE HUE HUZUR KI KHIDMAT ME HAAZIR HUYE OR WOH KAAP RAHE THE ARZ KIA: 
"YA RASUL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} WOH MENE KIA HAI AAPKO BURA BHALA KEHTI THI AIBZOI KARTI THI MANA KARNESE MAANTI NA THI ISSE MERE DO BETE HAI JO JO MOTIO KI TARAH KHUBSURAT HAI OR MUJHSE PYAAR KARTI THI GUZISHTA DIN ISNE AAPKO BURA BHALA KEHNA SHURU KIA TO MENE ISKE PETME KHANJAR GOB KAR MAAR DAALA 

"YEH SUNKAR RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE IRSHAAD FARMAYA"
AAGAH RAHO KI ISKA KHOON MAAF HAI" (YAANI ISKE QATAL PAR KOI MU'AAKHIZA NAHI) 
[ ABU DAA'OOD, JILD:1, KITABUL HUDOOD,SAFA:599 ]
[ NASAAI,KITABUL-MUHAARBAH, JILD: 2,SAFA:153, HADIS NO:2 ] 


HAZRAT ANAS RADIALLAHO TAALA ANHO FARMATE HAI KI 

"EK ISAAI MUSALMAN HUA USNE SUREH BAQR OR SUREH AALE IMRAN PADLI FIR WO NABI KARIM SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI BARGAHME WAHI KI KHITABAT KARNE LAGA ISKE BAAD WO ISAAI HOGAYA OR KEHTA THA KI MOHAMMAD WOHI JAANTE HAI JO MENE LIKH DIA HAI FIR ALLAH TAALA NE ISKO MAUT DEDI OR LOGO NE ISSE DAFAN KARDIA AGLE DIN ISKI LAASH ZAMIN PAR PADI MILLI KEHNE LAGE YE MOHAMMAD OR USKE SAATHIO NE KIA HONGA YEH UNKE PAAS SE BHAAG KAR AAGAYA THA ISLIYE IN LOGO NE HUMARE AADMI KI KABAR KHOD DAALI. DUSRE DIN INLOGO NE ISKE LIYE AUR GEHRI KABAR KHODI LEKIN YE AGLE DIN ZAMEEN PAR PADA MILA KEHNE LAGE YEH MOHAMMAD OR USKE SAATHIO KA KAAM HE KYUKI YE UNKE PAAS SE BHAAG K AAGAYA THA.TEESRE DIN INLOG NE JITNI INKE BAS KI BAAT THI UTHNI GEHRI KABAR KHODI.SUBAH HUI TO DEKHA FIR LAASH BAHAAR PADI HE AB WO SAMJHE K YE INSAANO KA KAAM NAHI HAI (YAANI YE SAB KUCH GAIB SE HO RAHA HAI) TO ISSE WOHI PADA REHNE DIA"
[ BUKHARI, JILD:1 ,SAFA:511 ] 

Is hadees ka khulasa yeh he ki Gustakhe RASUL KO HAR SHAI PEHCHAANTI HAI OR ISSE NAFARAT KARTI HAI ZAMIN NE B IS BE-ADAB KO QUBUL NA KIA OR BAAR BAAR DAFNANE K BAWJOOD ISSE BAHAR NIKAAL FEK DETI THI. 


Hadees e Paak:
HAZRAT JAABIR IBNE ABDULLA RADIALLAHO TAALA ANHO SE MARVI HAI KI
"RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE EK BAAR FARMAYA "KA'AB IBNE ASHRAF K LIYE KAUN HAI, ISNE ALLAH WA RASUL KO IZZA DI HAI"

HAZRAT MOHAMMAD IBNE MUSLIMAH KHADE HO GAYE ARZ KIA, " YA RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KYA AAP CHAHTE HAI K MAI USKA QATAL KARDU" AAQA SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE FARMAYA"HAA"" 
[ BUKHARI,JILD:2 -,SAFA:576 ] 

HAASHIYE ME IMAM KARMAANI KE HAWAALE SE HAI "KA'AB IBNE ASHARAF YAHUDI BANU KURAIZA SE THA OR SHAAYAR THA OR SHAAYRI ME RASUL ALLAH SALALAHO ALAI WASSALAM KI SHAANE AQDAS ME GUSTAKHI KARTA THA" 
[ HAASHIYA BUKHARI,SAFA:576 ] 

»»► Gustakhe Rasool ko RAB Ta’ala Ne Bade Ghazab ke lafzo me suna diya. (•Must Read) 

Yaha Tak ki kaha ki uski asl me khami hai ( Yani hamari zaban me use HARAAMI / BASTARD kehte hai) 

NABI ki shan me adna si bhi koi gustakhi kare ye mere RAB ko bhi gawara nahi, aur gustakhe rasool ki radd karna aur use uski asliyat uske moonh pe marna ye ALLAH Ta’ala ki bhi sunnat hai. 

ALLAH Ta’ala ne ek gustakhe rasool ko duniya wa akhirat me badnam kiiya, uski radd ki, uske 10 eib ko bhi logo ke samne zahir kiya, yaha tak ki use dunya me bhi saza di aur akhirat ke liye azab bhi. 

Woh gustakh kaun tha?? 
Woh gustakh Walid bin Mughairah tha, jisne NABI e karim sallallahu alaihi wasallam ko ma’azALLAH majnun (yani paagal) kaha tha, uski ye baat sun kar HUZOOR ranjida ho gaye, aur tab ALLAH ne HUZOOR ko tasalli ke liye aur us gustakh ki naak zameen par ragadne ke liye Sura e qalam ki shuru’at ki kuch aayate us gustakh ke haq me nazil farma kar use zaleel kar diya aur duniya walo ko bhi bata diya ki jho rasool ki gustakhi kare unki asl yehi hai, aur RASOOL ko chahne walo ke liye ye ek sunnate ilahi bhi ban gai, taki gustakhe rasool ta-qayamat bakhsha na jaye balke bas jab tak dil se tauba na kare zaleel aur use saza hi saza hai. 

Woh quran ki sura e kalam ki ye Aayatein is tarah nazil huwi. 

68:1 = Qalam aur unke likhe ki kassam (is aayat me ALLAH ne kalam aur uske likhne wale farishte ki ALLAH ne kassam li hai)
68:2 = Tum apne RAB ke fazal se Majnun nahi 
68:3 = Aur zaroor tumhare liye be-inteha sawab hai (Tablighe Risalat aur izhare nabuwwat aur khulq ko ALLAH ki taraf daawat dene aur kuffari ki un behuda aur aftarao aur tano par sabr karna) 
68:4 = aur beshak tumhari khub badi shan ki hai. 
68:5 = tou ab koi dam jata hai ki tum bhi dekh loge aur woh bhi dekh lenge. (yani ahle makka bhi jab un par azab nazil hoga) 
68:6 = ki tum me kaun Majnun tha
68:7 = beshak tumhara RAB khub janta hai jho uski raah se behke aur woh khub janta hai jho raah par hai.
68:8 = tou jhutlane walo ki baat na sunna
69:9 = woh tou is aarzu me hai ki kisi tarah tum narmi karo tou woh bhi narm pad jaye. (yani deen ke mu’amle me unki ri’aayat karke)
68:10 = aur har aise ki baat na sunna jho bada kasme khane wala zaleel (is aayat se us zaleel ki khub radd huwi aur use zaleel kaha)
68:11 = bahut tane dene wala, bahut idhar ki udhar lagata phirne wala
68:12 = bhalai se bada rokne wala, hadd se barhne wala gunehgaar (walid bin mugairah apne beto se kehta ki agar islam kubul kiya tou me tumhe wirasat se nikal dunga, is tarah woh bhalai se rokta aur hadd se barhta)
68:13 = durust khoo (Yani bad-Minjaz aur bad zaban) us sab par turrah ye ki uski Asl me khata (yani uski asl sahi nahi, yani woh ZINA se paida huwa, jab ye aayat us zaleel ne suni tou woh apne maa ke paas gaya aur kaha ki aye maa sach bata ki me kiski aulad hu, agar nahi bataya tou me teri gardan uda dunga, tou uski maa ne kaha ki beta tera baap yani mera shohar tou NA-MARD tha, us se koi aulad nahi, so muje darr tha ki uske marne ke baad uska maal dusre log chhin lenge isliye ek charwahe se zina kara jis se tu paida huwa)
68:14 = us par ki kuch maal aur bete rakhta hai.
68:15 = jab us par hamari aayate parhi jaye (tou) kehta hai (ye) aglo ki kahaniya hai. (yani jab uski haqiqat samne aayi aur jab zaleel huwa tou logo ko kehne laga ki ye tou kisi aur ki kahani suna rahe hai aur mujh pe daal rahe hai. 
68:16 = karib hai ki hum uski SOOWAR ki si thoothni me daagh laga denge. (yani uska chehra bigad denge, yani uski ye pehchan hogi ki uski bad-baatini ki alamat uske chehre se zahir ho, aur kehte hai ki badr me uski naak kat kar gir gai) 

Kya haalat huwi hogi jab us gustakh e rasool ne ye aayat suni hogi, bada zaleel huwa. Aaj Ke Wahibi, Thanvi Dahelvi Ambetvi, Ahlekhabees Zakir nalayak Kutta(Nabi Ko Murda Kehne wala ;Mazallah.), To Is Walid Bin Mugir Se Bhi Gaye-Guzre hai. Jo Nabi Ki Adawat Me Kuchh B Bakte Rehte hai. Inka Nazariya Ye hai Ki Allah Ki Taazim Ke Liye Nabi Ki Gustakhi Karo (Ma'zallah.) 

Ek Nukta aur bhi:
ALLAH ne hamare ko be-inteha khubiyo se nawaza hai, aur in aayato me bhi ALLAH farma raha hai ki hum ne badi shan ki hai aap ki, aur badi shan wale ka kya koi eib ho sakta hai! aur woh bhi jab RAB ta’ala itne shan barhaye tou kaun hai jho usme eib nikale. 

Jab koi exam me student awwal no. aata hai tou us student ki shan tou barhti hai, magar sath sath charche uski school ya college ya madarse ya tution sikhane walo ki bhi tarife barh jati hai. log sochte hai ki kaha pe tution jata tha ya kaha pe school jata tha. Yani is se ustaz ki bhi kabeliyat ka pata chalta hai. 

Thik isi tarah ambiya e kiram ko jho bhi ilm hansil huwa woh apne RAB ki taraf se hansil huwa, kasir aayate hai jisme ALLAH ne farmaya ki hum fala nabi ko fala ilm sikhaya, isi tarah hamare pyare aaqa ko bhi jho bhi ilm hansil hai woh ALLAH hi ki ATA se hansil hai, tou pata chala ki hamare aaqa sikhne wale tou ALLAH aap ko sikhane wala yani ustaz huwa. 

Ab gaur kare ki agar koi nabi ke ilm me zara sa bhi shak kare ya nabi ke ilm ko hakir jane, goya usne khud nabi ko sikhane wale ustaz yani ALLAH ke sikhane par shak kiya. 

»»»► Jaisa ki deobandi Molvi Ashraf Ali Thanvi ne apni kitab me likha hai: 

Jaisa ilm Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ko hai waisa tou zaid, amar, chote bachche, pagal balke janwaro ko bhi hai (Ma’azALLAH) 
[ Kitab Hifzul Iman: Molvi ashraf ali thanvi: Page No. 15 ] aur 
[ Molvi khalil ambhetvi ne bhi barahene qatiya naam ki kitab me page no. 55 pe yehi ibarat nakal ki hai] 

Ma’azALLAH, summa Ma’azALLAH. GUSTAKHERASOOL PAR LANAT HO. 


GUSTAK E RASOOL GIRGIT: 

Jab Ibrahim Alaihissalam ko aag me dala gaya tha, aur phir jab aag KHUDA ke hukam se dheere dheere thandi ho rahi thi to girgit use apne moonh se phoonk maar kar aur jala raha tha. 

Jab NABI E KARIM {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} aur Hazrate Siddiq e Akbar Radiyallahu Anhu Gaar me aaram farma the (hijrat ke waqt), tou us gaar ke bahar Makdi ne jaale baand diye aur kabootar ne ande de diye, Jab kafir waha par pahuche tou unhone jaale aur ande dekh kar ye andaza lagaya ki isme koi gaya nahi hoga, agar koi andar jata tou jaale toot jate aur ande phoot jate, ye soch kar kafir waha se jaa rahe the tou GIRGIT un kafiro ko gardan hila kar ishara kar raha tha kiwoh dono andar hi hai. 

aur tab hi girgit ki gardan me ALLAH ne azab daal diya ki woh hamesha apni gardan hilata rehta hai. 

RASOOLALLAH SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM ne GIRGIT ko maarne (qatl) karne ka hukam diya hai. 

Aur dusri riwayat me hai ki jo pahle waar me maar dale use 100 naiki, dusre waar me maare use 100 se kam aur tisre waar me mare use us se bhi kam naiki milegi. 
[ Sahih Muslim, Jild 03, Kitab: Tibbi, Page 197-98, Baab 38,Hadith No. 5803-04-05-07-08-09 ] 
[ Bukhari Sharif: 3359, 3307 ] 
[ Ibn e Maja: 3228 ] 
[ Abu Dawood Sharif: 5263-64 ] 

AAP BHI EK BAAR KEH DIJIYE GUSTAKH E NABI PAR LANAT HO. 
Nabi e Paak Ka Naam Sun Kar Anguth Choom Lena Sahaba e Kiram Ki sunnat Hai. 
Nabi K paak Ki Tazim Ke Liye Khade Ho Jana Sahab E Kiraam Ki Sunnat Hai. 
24 Log Rastra Geet (National Anthem) Parne Ke Liye Khade Ho Jate Hai, Aur Nabi Ke salam Par Khadaa Hone Ki Baat Aye To Shirk Nazar Aya Hai Andhon Ko. 
Nabi Ke Gustakhon (24) Ko Sab Jagah Sirf Shirk Aur Biddat Hi Dikhta Hai. 


Forty Ahadith ( English )

40 Ahadith on Intercession of Beloved Prophet
 اسماع الاربعین في شفاعة سید المحبوبین
Forty Ahadith on the Intercession of the Beloved Prophet
  
Dear Readers! You already have received my email titled, "The Radiant Quranic Rays on the Intercession of the Best of Creation". In the previous email, I  presented the verses of Quran al-Kareem in support to our belief that the beloved Prophet SallAllahu Alaihi wa Sallam is the Intercessor of the Sinners by the grace of Allah Almighty. AlHamduLILLAH! I have received a very warm and enthusiastic response from my brothers and sisters but unfortunately, the opponents are still not satisfied. Rather, their sheer ignorance leads them to demand for Ahadith which reflect the true meaning of the Quranic verses and their commentaries presented earlier.

Well, I am very much amazed!! Are the Ahadith regarding Intercession such that they could be hidden from anyone? Scores of Sahaba, hundreds of Tabi'een and thousands of Muhaddithin have narrated them - all books of Hadith - the Sahihs, the Musnads, the Ma’ajims, the Jawami'es and the Musannafs – are all full of them. I present here a collection of 40 Ahadith, so that the faith of Muslims may be strengthened by them, and the deniers may burn in jealousy – especially those Ahadith which shall refute the unscrupulous, deviant & wicked wrong doers who have in their writings attempted to change the very meaning of intercession and tried to hide their rejection of intercession by changing its definition.

These Ahadith will make clear that our Master is the chosen and appointed one for intercession – he only is the refuge of the sinners, from him only is the succor for the friendless – contrary to what one deviant alleges that “whomever Allah wills, He will decree as an intercessor”.

These Ahadith will give the glad tidings that the intercession of our Beloved Prophet is not just for those who have accidentally sinned and are ashamed and continuously fearful of their deeds – as one wicked wrongdoer has claimed thus “The theft has been proved upon the thief, but he is not a habitual thief and he has not adopted theft as his profession – but rather the theft was committed accidentally due to his own sheer bad luck – so he is repentant and cries day and night (so for such is the intercession)”. No, surely not! I swear by Allah the Supreme Who has appointed the Holy Prophet as the Intercessor of the sinners, that his intercession is for the utterly sinful, wicked and oppressive Muslims like us who are so steeped in sins that even sins are ashamed of them.

 
Ahadith # 1 & 2

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,

 
خيرت بين الشفاعة وبين أن يدخل نصف أمتى الجنة فاخترت الشفاعة لأنها أعم وأكفى أترونها للمتقين لا ولكنها للمذنبين الخطائين المتلوثين
“Allah gave me the option of choosing between the power of intercession or having half of my Ummah admitted to Paradise without any reckoning. I chose the power of intercession because that is more important and will be more useful. Do you assume that my intercession is for the pious Muslims? No, on the contrary, it is for those sinners who are steeped in sins and have committed grave crimes." 
[Imam Ahmad in his Musnad from Hadrat Abdullah ibn Umar. Ibn Maja from Hadrat Abu Musa Asha'ari]
 

Ref:
Sunan Ibn Maajah, Baab Zikr ash-Shafa'ah. Vol. 1, Page 329
Musnad AHmad bin Hanbal, Vol. 2, Page 75


O Allah - Peace and abundant blessings be upon the Holy Prophet! And all praise is to Allah, the Lord of the worlds.

Hadith # 3

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,

 
شفاعتي للهالكين من أمتي
“My intercession is for those among my Ummah who have been destroyed by sins!” 
[Ibn Adi in Majma Zawaid, from Hadrat Ummul-Momineen Umme Salma]
 

Ref:
Al-Kamil li Ibn Adi, Vol. 5, Page 1801
Kanzul Ummal, Hadith 39073, Vol. 14, Page 401
Majma' Zawaid, Vol. 5, Page 44

That is certainly the truth – O my intercessor, may I be sacrificed for you!

Ahadith # 4 to 8

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners  (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,

 
شفاعتي يوم القيامة لأهل الكبائر من أمتي
“My intercession on the day of judgment is for those among my Ummah who have committed major sins.”
[Abu Daud, Tirmidhi, Ibn Hibban, Hakim & Baihaqi from Hadrat Anas bin Maalik. Tirmidhi, Ibn Majah, Ibn Habban & Hakim from Hadrat Jabir bin Abdullah. Tibrani in Majam Kabeer from Hadrat Abdullah ibn Abbas. Khateeb Baghdadi from Hadrat Abdullah ibn Umar Farouk and from Hadrat Ka’ab bin Ajrah]
 

Ref:
Sunan Ibn Maja, Vol. 1, Page 329, Hadith 4452
Sunan Abi Dawood, Vol. 2, Page 296, Hadith 4741
Sunan Tirmidhi, Vol. 2, Page 66, Hadith 2623
Mustadrak lil Haakim, Vol. 1, Page 69
Sunan Kubra, Vol. 10, Page 190
Al Mau'jam al Kabeer, Hadith, 11454, Vol. 10, Page 189
Mawarid az Zaman, Hadith, 2596, Page 345
Kanz al Ummal, Hadith 39055, Vol. 14, Page 398


O Allah - Peace and abundant blessings be upon the Holy Prophet! And all praise is to Allah, the Lord of the worlds.
 
Hadith # 9

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,

 
شفاعتي لأهل الذنوب من أمتي
“My intercession is for the sinful among my Ummah.”

On this Abu Darda submitted,

وإن زنى وان سرق
“Even if he is an adulterer or a thief?”

He replied,

نعم وان زنا وان سرق على رغم أنف أبي الدرداء
“Yes – even if he is an adulterer, even if he is a thief – contrary to the wishes of Abu Darda!!”
 

Ref:
Tareekh-e-Baghdad, Vol. 1, Page 416

Ahadith # 10 & 11

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,

 
إني لاشفع يوم القيامة لاكثر مما على وجه الارض من حجر وشجر ومدر
“I shall intercede, on the Day of Judgement, for more persons than the total number of trees, stones and pebbles on the face of this earth.” 
[Tibrani & Baihaqi from Hadrat Buraidah. Tibrani in Majam Awsat from Hadrat Anees al-Ansari]
 

Ref:
Musnad Ahmad, Vol. 5, Page 347, Hadith 23645
Al Mau'jam al Ausat, Hadith 5519, Vol. 2 , Page 172
Kanz al-Ummal, Hadith 39062, Vol 14, Page 399


Hadith # 12

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,

 
شفاعتى لمن يشهد أن لا إله إلا الله مخلصا يصدق قلبه لسانه
“My intercession is for every such person who sincerely bore witness that ‘None is worthy of worship except Allah’ – while his heart confirmed what his tongue uttered.” 
[Bukhari, Muslim, Hakim & Baihaqi from Hadrat Abu Hurairah]
 

Ref:
Mustadrak lil Hakim, Vol 1, Page 270
Musnad Ahmad, Vol 4, Page 414
Kanzul Ummal, Hadith 39079/80, Vol 10, Page 378/79
Majma'az Zawaid, Vol 10, Page 379


Hadith # 13

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
أنها أوسع لهم وهي لمن مات لا يشرك بالله شيئا
“Intercession has much more scope for the Ummah, for it is for every such person who dies on faith.” 
[Ahmed, Tibrani & Bazaaz from Hadrat Mua’az ibn Jabal]
 

Ref:
Musnad Ahmad, Vol. 43, Page 55, Hadith 20255
al-Khasais al-Kubra, Vol. 2, Page 335
al-Mau'jam al-Kabeer, Vol. 12. Page 445


 

Hadith # 14

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
إني آتي جهنم ، فأضرب بابها ، فيفتح لي ، فأدخل ، فأحمد الله محامد ما حمده أحد قبلي مثله ، ولا يحمده أحد بعدي ثم أخرج منها من قال : لا إله إلا الله
“I shall go towards Hell and knock at its door, so it will be opened for me. I will enter it - and praise Allah with such praise that has never been done by anyone before me, nor shall it ever be done by anyone after me – and shall remove from it every such person who has with a sincere heart said ‘None is worthy of worship except Allah’.”
 

Ref:
al-Mau'jam al Awsat, Hadith 3857, Vol. 4, Page 503

Hadith # 15

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
يوضع للأنبياء منابر من ذهب يجلسون عليها ، ويبقى منبري لا أجلس عليه ، قائم بين يدي ربي عز وجل منتصبا لأمتي مخافة أن يبعث بي إلى الجنة ، وتبقى أمتي بعدي ، فأقول : يا رب ، أمتي أمتي . فيقول الله عز وجل : يا محمد ، ما تريد أن أصنع بأمتك ؟ فأقول : يا رب اعدل حسابهم ، فيدعى بهم فيحاسبون ، فمنهم من يدخل الجنة برحمة الله ، ومنهم من يدخل الجنة بشفاعتي فما أزال أشفع حتى أعطى صكاكا برجال قد بعث بهم إلى النار ، وحتى إن مالكا خازن النار يقول : يا محمد ما تركت لغضب ربك من أمتك من نقمة
“Pulpits of gold will be arranged for the Prophets and they will sit on them, and my pulpit will remain empty as I will not sit on it – but I shall stand humbly before my Lord fearing that I may be sent into Paradise while my Ummah remains behind me. I shall then pray, “O my Lord! My Ummah! My Ummah!” Allah the Supreme will proclaim, “O Mohammed! What is your wish regarding what I should do with your Ummah?” I shall submit, “O my Lord! Settle their accounts quickly!” So I will continue to intercede until I get letters to get released those who had already been sent to hell – to the extent that Maalik, the custodian of hell, will exclaim, “O Mohammed! You have not left even a bit of the Lord’s wrath among your Ummah!” 
[Hakim with sound chains and Tibrani & Baihaqi from Hadrat Abdullah ibn Abbas]
 

Ref:
Al-Mustadrak lil Hakim, Vol 1, Page 65/66
Al-Mau'jam al Awsat, Hadith 2958, Vol 3, Page 446
Al-Targheeb wa al-Tarheeb, Vol 4, Page 446


Ahadith # 16 to 21

All these 6 Ahadith report that the Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
واللفظ لجابر قال قال رسول الله صلى الله تعالٰى عليه وسلم اُعطيت ما لم يعط احد قبلي الٰی قوله صلى الله تعالٰى عليه وسلم واعطيت الشفاعة
“I have been appointed as the Intercessor, and intercession has been bestowed exclusively to me. Other than me, no one else has been given this rank.”
[Bukhari, Muslim, Nasai from Hadrat Jabir bin Abdullah. Ahmad, Bukhari in Al-Tareekh, Bazzaar, Tibrani, Baihaqi and Abu Nuaim from Abdullah ibn Abbas. Ahmad and Bazzaar, Darimi, Ibn Shaibah, Abu Yuala, Abu Nuaim & Baihaqi from Abu Zarr. Tibrani in Ma’jam Awsat from Hadrat Saeed Khudri. Tibrani in Ma’jam Kabeer from Saeb ibn Yazeed. Ahmad with sound chains and Ibn Abi Shaibah & Tibrani from Hadrat Moosa Ash’ari. Words are those of Jabir.]
 

Ref:
Sahih al Bukhari, Vol 1, Page 48
Sahih Muslim, Vol 1, Page 199
Sunan Nisaee, Vol 1, Page 74
Musnad Ahmad, Vol 1, Page 301
Al-Mau'jam al Kabeer, Vol 11, Page 73
Al Targheeb wal Tahreeb, Vol 4, Page 433
Al-Mau'jam al Awsat, Vol 8, Page 212


Ahadith # 22 & 23

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
ان لكل نبي دعوة قددعا بها في امته واستجيب له۔ وھذااللفظ الانس ولفظ ابی سعید لیس من نبي الا وقد اُعطی دعوة فتعجّلها۔ (ولفظ ابن عباس) لم یبق نبی الا اُعطی سؤله۔ رجعنا الٰی لفظ انس والفاظ الباقین كمثله معنیً قال وانی اختبات دعوتي شفاعة لِاُمتي یوم القٰیمة ۔(زاد موسٰی) جعلتها لمن مات من امتي لایشرك باﷲ شیئا
“Although thousands of prayers of the Prophets are accepted, they are also bestowed with one special prayer from Allah – that they may ask whatever they desire and it will certainly be granted. All the Prophets up to Prophet Eisa have utilised their privileged prayers in this world whereas I have saved it for the hereafter – and that is my Intercession for my Ummah on the day of judgement. My intercession is for all persons of my Ummah who have left this world with faith.” 
[In the narrations of Hadrat Abdullah ibn Abbas, Hadrat Abu Saeed Khudri and Hadrat Moosa Ash’ari, the same subject as mentioned as in the narrations of Ahmed, Bukhari & Muslim from Hadrat Anas. Bukhari & Muslim from Hadrat Abu Huraira]
 

Ref:
Sahih Bukhari, Vol. 2, Page 932
Sahih Muslim, Vol. 1, Page 113
Musnad Ahmad, Vol. 3, Page 307
Musnad Ahmad, Vol. 3, Page 220
Sunan al-Kubra, Vol. 2, Page 433


O Allah – grant us the intercession, by the honour of the Prophet with you! Aameen.

Allahu Akbar!! O the sinners of this Ummah! Do you not see the extreme compassion and mercy of our Master the Holy Prophet upon you? For he was bestowed three such prayers from Allah the Supreme – to seek whatever he wished – and he did not seek anything for himself, but assigned them just for you. He sought two things in this world – these two were also for you – and has reserved one for the hereafter – for your dire need on that day, when except for our compassionate & merciful Master there will be none providing help, none removing your calamities.

Allah the Almighty, has rightly said,
عزيز عليه ما عنتم حريص عليكم بالمومنين رءوف رحيم
“Your falling into hardship aggrieves him, most concerned for your well being, for the Muslims most compassionate, most merciful.” 
[Surah Tauba 9:128]
 

By Allah! By oath of the One who has made our Master so merciful upon us, no mother can have so much love and affection for her only son as much as he has for every single person of his Ummah! O Allah – You indeed know our limitations and weaknesses, and You indeed know the lofty rights of his greatness upon us – so O Allah, the Omnipotent, the Supreme Being, the Great! Shower your choicest, abundant, auspicious blessings upon him and his progeny that befit his rights and that suffice his mercy!

Praise be to Allah! And what has the Ummah done in lieu of his mercy? Some raise doubts about his high status, some are sceptical of his power of intercession, some equal his rank to themselves, some get upset when he is glorified – while some allege acts of love to be inventions and some declare acts of respect and honour to be polytheism! May Allah save & protect us!! Aameen.
 
Hadith
The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
“Allah the Supreme granted me three prayers, so I have twice prayed that

اللهم اغفر لامّتي اللهم اغفر لامتي
‘O Allah, forgive my Ummah! O Allah forgive my Ummah!’

واخّرت الثالثة ليوم يرغب الیّ فيه الخلق حتى ابراهيم
And I have reserved the last one for the day when the entire creation will approach me with their needs, even Prophet Ibrahim!” 
[Sahih Muslim from Hadrat Ubai ibn Ka’ab]
 

Ref:
Sahih Muslim, Vol 1, Page 273
Musnad Ahmad, Vol 5, Page 127


Hadith # 25

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) submitted to his Lord, “You have granted such and such favours to the other Prophets!” So Allah the Supreme proclaimed,
أعطيتك خير من ذلك (الٰى قوله) و خبأت لك شفاعتك ، و لم أخبأها لنبي غيرك
“What I have granted you, is better than all of that – I have preserved Intercession for you and not given this to anyone else but you.”
 

Ref:
Al-Shifa bi Tareefi Huqooqil Mustafa, Vol. 1, Page 134

Hadith # 26

The Holy Prophet the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
إذا كان يوم القيامة كنت إمام النبيين وخطيبهم وصاحب شفاعتهم غير فخر
“On the day of judgement, I shall be the Leader of the Prophets, and their orator and the owner of their intercession – and I do not say this with any pride.” 
[Ibn Abi Shaibah, Tirmizi, Ibn Majah and Hakim – from Hadrat Ubai Ibn Ka’ab]
 

Ref:
Sunan Tirmidhi, Vol. 2, Page 201
Sunan Ibn Maajah, Page 330
Al Mustadrak lil Hakim, Vol. 1, Page 71


Ahadith # 27 to 40

The Holy Prophet , the Intercessor of the Sinners (Peace and Blessings of Allah be Upon Him) said,
شفاعتي يوم القيامة حق فمن لم يؤمن بها لم يكن من أهلها
“My intercession on the day of judgement is a reality – so whoever does not believe in it will not deserve it.” 
[Ibn Manie’ from 14 Sahaba namely Hadrat Anas, Hadrat Jabir, Hadrat Ibn Abbas, Hadrat Ibne Umar, Hadrat Ka'ab, Hadrat Abi Darda, Hadrat Ibn Umar, Hadrat Abu Musa and etc.]
 

Ref:
Kanz al-Ummal, Hadith 39059, Vol. 14, Page 399

The unfortunate soul who belies intercession must therefore ponder upon the above mass narrated Hadith - and have pity upon himself by believing in the Intercession of our Master the Holy Prophet (Peace and Blessings of Allah be Upon Him).

O Allah! Make us worthy of his intercession in this world and in the hereafter. O Allah, the Supreme! Shower your choicest abundant auspicious blessings upon our Master and his progeny and upon all his followers until the day of judgement!

Peace & blessings be upon all the Prophets, and May Allah be well pleased with the Companions. Aameen!!
––
Extracted from
اسماع الاربعین في شفاعة سید المحبوبین
By Imam Ahmad Rida al-Qadiri Alaihir raHma
English Translation by: Aqib Farid Qadiri